Tips and Tricksā¤šā¤ŋā¤‚ā¤ĻāĨ€

How to Get Google Drive Unlimited Storage for Free Using Telegram Bot

Unlimited Google Drive Storage Free, How to get google drive unlimited storage for free, Unlimited google drive storage kaise le, how to get unlimited Google Drive storage for free, unlimited Google Drive storage kahan se milega

How to Get Google Drive Unlimited Storage for Free
Unlimited Free Google Drive Storage

To guys agar aap Google Drive use karte ho to aapko bata hi hoga ki Google Drive aapko free mein 15GB storage deta hai agar aapko 15GB se jyada storage chahie to Google Drive se aapko premium plan purchase karna padta hai lekin sabhi ke liye yah possible nahin ho pata hai but but aaj main aapko ek method batane wala hun jiski use karke aap Google Drive se unlimited storage le sakte ho vah bhi lifetime ke liye. Agar aapko bhi Janna hai ki kaise aap Google Drive se unlimited storage le sakte ho to is post ko pura jarur padhiyega aur jitne bhi steps bataya jaega usko aap follow kijiega. Aur agar aapko yah post helpful aur informative lage to aap apne doston ke sath is post ko share jarur kijiyega. To chaliye jyada time west na karke dekh lete hain kaise unlimited Google Drive Storage free main liya jata hai 😀

Google drive unlimited storage kaise kam karta hai?

To dekho guys yeh Jo unlimited Google Drive hum lene wale hain yah basically education institute ke student ke liye hota hai Jahan per students apna course ya koi bhi education related file Google Drive me upload karke rakh sakta hai. Aur yah Jo Google Drive account hota hai institute ya to college dwara student ko provide kiya jata hai.

READ ALSO  HiT: The First Case Movie Download (2022) 480p, 720p Filmyzilla

Google drive unlimited storage wala drive do tarike se liya Ja sakta hai ek to hai (.edu email) aur dusra hai (Share Drive) to aaj ham sabse aasan method batane wale hain jo hai share drive aur is method se aap kuchh hi second mein aapka unlimited wala Google Drive create kar sakte bina kisi pareshani ke.

To sabse pahle yah Janna jaruri hai ki .edu email aur share drive kya hai

.Edu email kya hota hai?

Agar aap kisi bhi institute ya college mein padhte ho to vahan se aapko ek email provide kiya jata hai jiski madad se aap institute ya college ka jo bhi email related work hota hai vah aap is email per kar sakte ho jaise ki ham Jo normal email use karte hain uske last mein @gmail.com hota hai lekin yah Jo edu email hota hai iska email alag hota hai jaise ki : [email protected]

Shared drive kya hota hai?

To share drive ko ham aasan bhasha mein kahe to agar aapo kisi ne share drive banaa kar diya hai to vah banda aap Jo bhi file google drive mein upload karoge vah banda sab file ko access kar payega kahane ka matlab yah hai ki aap kisi aur ke drive per files upload kar rahe ho isko hi ham share drive kah sakte hain Jahan per aapka koi bhi control nahin hota hai sab control use bande ke pass hota hai jo aapko share drive banaa kar diya hai vah chahe to aapka drive delete kar sakta hai jo bhi aap file upload kar raha ho usko dekh sakta hai aur delete bhi kar sakta hai.

READ ALSO  Liger Movie Download In Hindi 480p, 720p, 1080p FilmyZilla

Edu drive aur shared drive main differences kya hai?

Edu Drive mein aap khud ka share drive create kar sakte ho aur kisi ko bhi usse drive kar access de sakte ho aur pura control aapke pass rahega.

Shared Drive mein aap khud ka share drive create nahin kar sakte ho kyunki aap already ek share drive hi use kar rahe ho aur iska control aapke pass nahin hoga kisi aur ke pass hoga.

Edu Drive per aapko main drive mein 5TB storage diya jata hai aur share drive mein unlimited storage provide kiya jata hai.

Shared Drive per aap sirf share drive mein hi file upload kar sakte ho agar aap men drive mein upload karoge to aapka student consume hoga.

To bhai log bahut bakbak ho chuka hai to ab ham main topic per aate hain ki kaise aap free unlimited Google Drive create kar paoge telegram bot ke madad se to chalo shuru karte Hain 😂

Step 1 : To sabse pahle aapko niche diya gaya telegram bot per join kar lena hai uske bad aapko start button per click kar dena hai.

Telegram Bot

Step 2 : Start per click karna ke baad aapko Generate TD ka option milega.

Telegram Bot

Step 3 : Generate TD per click karna ke baad aapko email address dal dena hai jis email adress per aap share drive Lena chahte ho.

Step 4 : email address dalne ke bad aapko drive name dalna hai drive name dalne ke bad aapke samne do option aaega ek MANUAL dusra RANDOM to main aapko suggest karunga aap random per click karke drive create kijiye kyunki yahan per aapko best Jo drive hota hai vah automatic create ho jata hai. Sab kuchh complete Ho jaane ke bad aapko kuchh der vate karna uske bad aapko jana hai google drive per our google drive per jo shared drive ka option hota hai waha per apko aapka shared drive mil jaega 👍đŸģ

READ ALSO  Khuda Haafiz 2 Hindi Movie Download 720p, 480p, 300MB FilmyZilla

Important Note:

To dekho bhai yah Jo humne drive create kiya hai yah free hai isliye is drive ka koi guarantee nahin hai agar aapka kismat achcha hai to yah drive 1 sal bhi chal sakta hai aur agar aapka kismat kharab hai to 1 month chal sakta hai.

Jaise ki aapko main pahle hi bataya tha yah Jo share drive hai aur iska Jo original owner hai vah aap Jo bhi upload karoge vah sab access kar payega to aap koi bhi personal ya private file upload mat kijiega.

Android Mobile Hacking (SMS & Call)

How To Hack Facebook Accounts and Password

What Is Email Hacking ?

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
WP Radio
WP Radio
OFFLINE LIVE