Free RDP

Life Time Free High Speed RDP [Google Cloud]

Free RDP, Google Cloud Free RDP, Lifetime Free RDP, Free Rdp 2022, Free Rdp trick 2022

Hello guys,

Aaj main aap sabhi ko bataunga ke kaise aap Google Cloud se bilkul free rdp le sakte ho aur yah Jo add RDP ham lenge iska internet speed bahut hi jyada rahega agar aap kuchh download aur upload karna chahte ho to aap is rdp ko use kar sakte ho. Plus is rdp ke andar aapko Firefox aur Google Chrome by default install mil jaega to aapko alag se install karne ki jarurat nahin padega.

Rdp kaise create karna hai ?

Tu free Google Cloud rdp create karne ke liye aapko sabse pahle niche diye gaye link per click karna hoga.

Visit Google Cloud

link ko open karne ke baad aapko ek account create kar lena hai bus aapko get started for free click karna hai uske bad aap kisi bhi email se yah per login kar sakte ho login karne ke bad aapko kuch is tarah ka page show hoga.

Upar aap image per dekh sakte ho ki console karke ek option hi uske upar aapko click kar dena hai uske bad next page open ho jaega.

Console per click karne ke bad aapko ek arrow ka option milega uske upar aapko click karna hai. Arrow par click karne ke bad ek terminal open ho jaega uske bad aapko ek command us terminal per use karna hai jis ki madad se aap free mein rdp create kar sakte ho.

READ ALSO  Best Free VPS Hosting 2023 (Really Free)

docker run -p 6070:80 dorowu/ubuntu-desktop-lxde-vnc

upar diye gaye command ko aapko terminal per paste karke enter kar dena hai. Uske bad aapko thoda wait karna hai

Next aapko upar diye gaye arrow per click karna hai.

Uske bad next page open hoga upar dikhai gaye icon per aapko click kar raha hai.

Uske bad aapko Change Port per click karna hai.

Change port ke andar aapko yah wala 6070 code dalna hai next aapko change and preview per click karna hai. Bus aapko itna hi karna hai jab aap change and preview per click karoge to aapka free rdp yahan per open ho jaega.

Yah rdp kitna time ka liya chalega

Jab tak aap terminal ko off (close) nahin karoge tab tak aap is rdp ko use kar sakte ho main usko 1 hour tak use karke dekha hai achcha khasa performance aapko milega.

two guys I hope kya aapko yeah process pura samajh mein a gaya hoga agar fir bhi aapko RDP create karne ka time koi bhi problem hota hai to aap comment per bata sakte ho.

Rdp internet speed test

500GB Free Online Cloud Storage [Life Time]

Related Articles

Leave a Reply

Back to top button
WP Radio
WP Radio
OFFLINE LIVE